Tanha rehna seekh raha hon,

 Mr k jeena seekh raha hon,

Maang k pana seekh lia hai,

 Paa k khona seekh raha hon,

Sabar ko apni rah bana kar,

Kanch pe chalna seekh raha hon,

Phirte phirte sehra sehra,

Piyas ko peena seekh raha hon '

Jeene k hain ajab taQaze han Sham;

Zinda rehna seekh raha hon".