Agar manzil paani hai to hausla saath rakhna,
Agar pyar paana hai to aitbaar saath rakhna,
Aur agar hamesha muskurana hai to sone se pehle,
Humen yaad rakhna good night…