tum jabse meri zindagi mein, aayi ho banke female
yaad raha na ab kuch, na postman , na e-mail
main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho ash,
phir bhi tumhe dekh kar mera, system hota hai crash